Jab chot kabhi mere
Lag jaati thi
To aankh teri bhi to
Bhar aati thi
Maa o maa
Jab chot kabhi mere
Lag jaati thi
To aankh teri bhi to
Bhar aati thi Ek choti si phoonk
Se teri
Sabhi dard mere hote the gum
Aaj bhi koi chot lage to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Aaj bhi meri aankh bhare to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Maa meri maa meri maa
O maa meri maa meri maa
Maa
Teri baaton mein apni har ik main
Uljhan ka hal paa leta tha
Tere hathon ki roti aksar hi
Bhookh se zyada kha leta tha
Teri baaton mein apni har ik main
Uljhan ka hal paa leta tha
Tere hathon ki roti aksar hi
Bhookh se zyada kha leta thaTera hissa main
Tera kissa main
Jo sabko sunaati ho tum
Aaj bhi meri baat chale to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Aaj bhi meri aankh bhare to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Meri maa meri maa maa
Meri maa meri maa maa
Kone ko thaame tere aanchal ke
Befikra main so jaata tha
Mere dil mein kya
Hai tere bina maa
Koi samjha hi naa pata thaJo ho sang tu na
To ho jag suna
Pyaar itna jataati ho tum
Aaj bhi koi sath na de to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Aaj bhi meri aankh bhare to
Yaad aati ho, yaad aati ho tum
Maa o meri maa meri maa
Meri maa meri maa meri maa