Song : Om Jai Jagdish Hare Chords Placed : G , D , C Strumming Pattern : DD UU DU
“Om Jai Jagdish Hare” is a popular Hindu devotional song that is often sung in temples and during religious ceremonies. The song is a hymn dedicated to Lord Vishnu, one of the principal deities in Hinduism.
Om Jai Jagdish Hare , (C)Swami Jay Jagdish Hare
Bhakt Janon Ke Sankat , Daas Janon Ke Sankat Kshan Me Door kare
Om Jai Jagdish Hare
Jo Dhyave Phal Paave , Dukh Vinashe Man Ka Swami Dhukh Vinashe Man Ka Sukh Sampatti Ghar Aave ,Sukh Sampatti Ghar Aave Kashtt Mitte Tan Ka
Om Jai Jagdish Hare
Mata Pita Tum Mere, Sharan Padun Me Kis Ki Swami Sharan padun Me Kis Ki Tum Bina Aur Na Dooja, Tum Bina Aur Na Koi Asha Karun Me Kis Ki
Om Jay Jagdish Hare
Tum Pooran Paramatma , Tum Antaryami Swami Tum Antaryami Para Brahma Parmeshwara, Para Brahma Parmeshwara Tum Sab Ke Swami
Om Jai Jagdish Hare
Tum Karuna Ke Sagar, Tum Palan Karta Swami Tum Palan Karta Mai Moorakh Khalkaami , Mai Sevak Tum Swami Kripa Karo Bhartaa
Om Jai Jagdish Hare
Tum Ho Ek Agochar , Sab Ke Praan Pati Swami Sabke Praan Pati Kis Vidhi Miloon Dayamaya, Kis Vidhi Miloon Dayamaya Tum ko Mai Kumati
Om Jai Jagdish Hare
Deena Bandhu Dukh Hartaa , Tum Rakshak Mere Swami Tum Thakur Mere Apne Hath Uthao , Apne Hath Uthao Dwaar Khada Mai Tere
Om Jai Jagdish Hare
Vishaya Vikaar Mitaao , Paap Haro Deva Swami Paap Haro Deva Shradha Bhakti Badao , Shradha Prem Badhao Santan Ki Seva
Om Jai Jagdish Hare
Tan Man Dhan Sab Hai Tera, Swami Sab Kuch hai Tera Tera Tujhko Arpan , Tera Tujhko Arpan Kya Laage Mera
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish Hare , (C)Swami Jay Jagdish Hare
Bhakt Janon Ke Sankat , Daas Janon Ke Sankat Kshan Me Door kare
Om Jai Jagdish Hare