Khuda tumhe pranam hai saadar
Par toone di bas ek hi chaadar
Kya odhein kya bichha yengeMere achche-din kab aayenge
Mere achche-din kab aayenge
Do roti aur ek langoti
Ek langoti aur woh bhi chhoti
Ismein kya badan chhupayenge
Mere achche-din kab aayenge
Mere achche-din kab aayenge
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Mere achche-din kab aayenge
Mere achche-din kab aayenge
Ho geet nahi yeh mera dard hai
Kaise yeh rozana hi gaata jaaun main
Khaali khaali jebon mein khwaab hain
Khwaab hain poore jo hote nahi
Waqt hua nakhoon ke jaisa
Bedardi se jisko main kaatun
Roz zarurat aur khwahish ke
Beech mein khud ko kaise main baatun
Mere tukde ho jayengeMere achche-din kab aayenge
Mere achche-din kab aayenge
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Mere achche-din kab aayenge
Mere achche-din kab aayenge
Achche-din, achche din ho ho ho
Na jaane yeh kab aayenge?